Ladkiyon ki nahin thi tension, woh toh bas marks se h Fasti thn :D
Teacher ka sahara tha, Or Dil bhi ye apna Awara tha__
Dominoz, Mac D k koi loche nhn the, Us time toh bas Samose ka sahara tha ;)
Kuch Lamhe reh gaye bas ab yaadon mein..
Khn milne walein hain woh sab in kitabon mein..
4 periods tak karte the Interval ka wait :D
Wrist watch thi hath pe fir bhi ate the daily late..
Are haan Late comers wala punishment bhi woh yaad hai..
Ab toh yar lectures bunk or daily cllg late jana, Ek aam si baat hai.
Interval me toh jaise sara school hamara tha..
Ab toh bas sapno me dikhta hai kbhi kbhi, kya haseen woh nazara tha..
kaha aa gye is "COLLEGE" k chakkar me yr..
woh apna "SCHOOL" hi kitna pyara tha. :D


0 comments:
Post a Comment